Bihar State Eligibility Test BSEB STET Online Form 2026 : Check Eligibility & Appy Very Easy Steps

Bihar State Eligibility Test BSEB STET Online Form 2026 : Bihar Vidyalay Pariksha Samiti Patna ke dwara Bihar rajya Shikshak patrata Pariksha 2026 ke notification ko Jari kar diya gaya hai ab Ham aaj ke is artical ke Madhyam Se janenge Ki is Pariksha ke liye kaun Kaun se ummedwar log application form Bhar sakte hain.

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

agar aap log bhi iski taiyari kar rahe hain to aaj ke is artical ke Madhyam se Diye jaane wale Sabhi Jankari ko ant Tak acchi Tarah se padhna jaruri hai. aap Logon Ko batana Chahunga ki eligibility criteria or aavedan karne ki bahut hi Aasan step se aap Sabhi aaj ke is post ke Madhyam se vistar se samajh sakte hai.

Bihar State Eligibility Test BSEB STET Online Form 2026 Key Highlights

लेख का नामBihar STET 2026
लेख का प्रकार Latest Job
परीक्षा का नामबिहार राज्य शिक्षक पात्रता परीक्षा 
बोर्ड का नामबिहार विद्यालय परीक्षा समिति, पटना
आवेदन शुरू होने की तिथि17 अगस्त 2026
आवेदन करने की अंतिम तिथिजल्द ही सूचित किया जाएगा
परिक्षा की तिथिजल्द ही सूचित किया जाएगा
आवेदन प्रक्रियाऑनलाइन
आधिकारिक वेबसाइट https://secondary.biharboardonline.com/

Important Date For Bihar State Eligibility Test BSEB STET Online Form 2026

Notification Release Date 12 August 2026
Online Apply Starts Date 17 August 2026
Online Apply Last Date Announced Soon

Eligibility Criteria For Bihar State Eligibility Test BSEB STET Online Form 2026

  • aap Sabhi ummedwar logon ka Mul Nivas Sthan Bharat Desh Ka Hona avashyak hai.
  • online apply karne ke liye newnatam aayu Seema 21 varsh notification ke anusar Batai gai hai.

Education Qualification For Paper 1

  • online aavedan karne ke liye aap logon ko koi bhi Manyata prapt board ya koi bhi Manyata prapt University se sammanit Vishay Mein minimum 50 percent graduation ki degree prapt Kiya Hona chahie.
  • B.ED ka degree bhi aap Logon ke pass mein uplabdh Hona jaruri hai.
  • B.P.E.d या D.P.Ed ka degree sharirik Shikshak ke post ke liye avashyak hai.

Education Qualification For Paper 2

  • sambandhit Vishay Mein kam se kam 50% aapke sath graduation ki degree aap Logon Ko prapt Kiya Hona chahie.
  • B.ED ka degree aap Sabhi Logon ke pass mein uplabdh Hona chahie.
  • M.P.Ed ka degree sharirik Shikshak post ke liye chahie.

How To Fill Up Bihar State Eligibility Test BSEB STET Online Form 2026

  • aavedan karne ke liye adhikarik website ko open kar lena hai.
  • Bihar STET 2026 ke link per click Karke registration kar lena hai.
  • registration id aur password ke dwara login kar lena hai.
  • online apply aasani se aapko kar dena.

Some Important Links

Official Notification Link Active Soon
Online Apply Link Active Soon
Official Website https://secondary.biharboardonline.com/

Leave a Comment